Agar SMS Messages1430 messages

Khuda na kare app ko koi gham mile
app ko khushyain hi khushyain har dum mile
Agar kabhi aye app ki zindagi mein koi gham
tou dua hai KHUDA say woh ghum app say pehlay mujh ko mile
Bahut udas hai koi tere jane se. Ho sake to laut aa kisi bahane se. Tu lakh
khafa sahi mAgar ek baar to dekh ,Koi toot gaya hai TERE rooth jane se...
"I REALLY MISS U A LOT"
Jo hukum karta hai woh iltejaa bhi karta hai...

Yeh Aasman bhi jaake kahin pe jhukta hai''

Tu Agar bewafa hai to yeh buri khabar bhi sun le..

Mera intezaar koi aur bhi kartaa hai...
Tumhara hamara rishta to aankhon aur palkon jaisa hai, Agar palak kuch der na jhapke to aankh ro deti hai, Aur Agar aankh mein kuch chala jaye to palak tadap uthti hai
Dil mein aap ki har baat rahegi,
Basti choti hai mAgar aabaad rahegi.
Chahe hum bhula de saare zamane ko,
Lekin aapki har adaa yaad rahegi
.Woh kehte hain k aAgar nasib hoga mere,
toh hum unhe zaroor payenge,
hum puchte hain unse, Agar hum badnaseeb
hue toh unke bina kaise jee payenge..
Udas tuje dkhne se phle ye ankhen na rhen,
Khafa ho tu mujhse to ye sansen na rhen.
Agar gum hi du tuje to teri zndgi mein,
main kya meri yaadein bhi na rahen.
Arzoo yeh nahi k gham ka tofan tal jay
Fiqar tu yeh hay k tumhara dil na badal jay
Kabhi bhi mujh ko Agar bhulana chaho tum
Tu dard itna dena k mera dum nikal jay
hum ne manga tha us ka saath
woh judia ka ghum day gaye
hum jee laite unki yaadoun kai sahare
mAgar woh hamaien bhool jane ki qasam day gaye
Aye mera janaza uthane waalo

dekhna koi bewafa paas na ho.

Agar ho to us se kehna

aaj to khushi ka mauka hai,

udaas na ho
Ankhoon may kayi sapnay saja kar roye bohot hai hum.
dil ko nayi dunya dikha kar kar roye bohot hai hum.

woh badal gaya to pher li hum nay bhi nazar apni.
par us kay khatoon ko jala kar kar roye bohot hai hum.

laut aye to ahin us ki mehfil say bacha kar ana apni.
par us ki bazm say a kar kar roye bohot hai hum.

jisay kia tha roshan tamanhaon say hum nay apni.
us shamy wafa ka bhuja kar kar roye bohot hai hum.

jin kay saye mai ki thin hum nay kayin batain.
un baghoon mai tanha ja kar kar roye bohot hai hum.

kis qadar khoshi say kia hum dum ko rukhsat hum nay.
mAgar sab say nazar bacha kay kar roye bohot hai hum.
Safar tanha nahin karte
Suno aesa nahin karte

Chalo tum raz ho apna
Tumhain afsha nahin karte

Suno jis ka muqaddar ho ossey chora nahi karte
Jisay shafaf rakhhna ho ussey maila nahin karte

Jo bas jata hai dharkan main ussey bhula nahin karte
Kisi ko dil dete waqt boht socha nahin kartey

Jo pehlay sey tanha ho ussey tanha nahin karte
Suno yadain sataingi mAgar roya nahin karte

Suno tum yad atay ho aur hum soya nahin karte