Wo muskura rahe hai hume tanha chod kar"
Kiye huye saare waado ko tod kar"
Unke siva kahi dil lagta bhi nahi_
Ab kya karenge hum apne toote huye dil ko jod kar"
Tamana koi bi mere dil ki poori Na hui.Chahat ka koi afsana Na bana. Aaj fir
chali gai zindgi nazron Ke samne se Or us se baat karne ka koi bahana Na bna .
"I REALLY MISS U"
Tumhara hamara rishta to aankhon aur palkon jaisa hai, Agar palak kuch der na jhapke to aankh ro deti hai, Aur agar aankh mein kuch chala jaye to palak tadap uthti hai