Tujhi Se Hy Meri Hr Khushi Ka Manzar Tujhi Se Hy Meri Umeed-E-Sahr Tu Hi Hy Mera Raah-E-Rahbar Nahi Sath Tera To Chhaai Hy Tanhai Hr Soo Kiya Bahr-O-Barr, Kiya Arz-O-Abbarr
Na rahi aaj wo apni kahani, Na wo hasin din na wo raatein suhani, Phir
bhi hume aziz hai unki har nishaani, Chahe dil ka wo dard ho ya aankho ka
paani...
Wo muskura rahe hai hume tanha chod kar"
Kiye huye saare waado ko tod kar"
Unke siva kahi dil lagta bhi nahi_
Ab kya karenge hum apne toote huye dil ko jod kar"