shikway bhi hazaron

shikway bhi hazaron
shikway bhi hazaron hain shikayat bhi bohat hai
iss dil ko magar uss say mohabat bhi bohat hai
aajati hai milnay wo tassavor main sar e sham
ek shaks ki itni si inayat bhi bohat hai
yeh bhi hai tamanna k usay dil say bhula dain
iss dil ko magar uss ki zaroorat bhi bohat hai
dekhain to zara pi k zeher e mohabbat
suna hai k iss zeher main lazzat bhi bohat hai
  

Jun, 14 2010     366 chars (3 sms)     2311 views       Love

more Love SMS Messages

Always remember I love you
More than words
Could ever show,
And I think of you always-
Much more than
You could know
And now until forever,
Always remember this too,
There''s no one
I could ever love
More than
I LOVE YOU!
A Kiss Upon The Hand
Of Someone You Truly
Love,
Is More Beautiful
And
More Valueable
Than
Any Diamond Or Gem
Could Ever Be .. (:
Love can be

An Enemy or A Friend

It can be

A Poison or Remedy

It can

Kill or Give Life To Others

Use It Wisely ... =]
The sun is glazing,
Upon the sunlight I see the path of our love shining brightly knowing that it is so great to have sumone like U!
Luv You!
AJ TU BESABAB UDASS HAI JII
ISHQ HOTA TU KOI BAAT B THI

JALTA PHIRTA HOON DOPHARON MAI
JANE KIA CHEEZ KHO GAYE MERI

CHUPTA PHIRTA HAI ISHQ DUNYA SE
PEHLTI JA RAHI HAI RUSWAII

AAJ TU WO B KUCH KHAMOSH SA THA
MAI NE B IS SE KOI BAAT NA KI

AIK DUM IS KE HONT CHOOM LIE
YE MUJHE BETHE BETHE KIA SOOJHI

AIK DUM ISKA HATH CHORADIA
JANE KIA BAAT DARMIYAN AYEE

TU JO ITNA UDAAS HAI LATIF
TUJHE KIA HOGAYA BATA TU SAHI
gaalo pe aansuo ki lakir ban gayi,socha na tha aisi takdeer ban gayi humne to firayi thi ret pe ungali dekha to teri tasveer ban gayi.
!i!i! MUHABBAT !i!i!

Kisi kumzoor lamhe me

Agar me tum se ye keh doon

Mujhe tum se muhabbat hai

Tum ye mat samajh lena

Mein ne sach kaha ho ga

Aisi dilnasheen baatoon ko

Aise dilbar peraye me kehna

Mujhe buchpan se aata hai

Meri aankhein mera chehra

Mera ye besakhta lehja

Ye sab kuch jhoot kehta hai mager

Is jhoot me aik sach bhi hai ke

Mujhe tum se MUHABBAT hai
Mohabat phir Muhabat he....

Kbi Dil se nhi jaati,

Hazaron rang hain is k,

Ajab hi dhang hain iske,

Kabi sehra.

Kabi darya,

Kabi jugnu,

Kabi aansu,

Hazaro roop rakhte he,

Badan jhulsa k jo rakh de

Kabi wo dhoop rekhti he,

Kabi ban kar ye ek jugnu shab-e-gham k andheron main

Dilon ko aas deti he,

Kabi manzil kenaarey par piyasa maar deti he,

Aziyat hi aziyat hai,

Magr

Ye b haqiqat he,

Muhabat phir muhabat he

Kabi dil se nhi jaati...
To
Fall In
''''L O V E''''
Is
Awfully
Simple

But

To
Fall Out
Of
''''L O V E''''
Is
Simply
Awfull ...
Tmhen zid hai k main kehdun
Mujhe zid hai k tum kehdo
Mujhe tumse MOHABBAT hai
Kaho mujhse MOHABBAT hai
Nahi ye jante dono
MOHABBAT kab mohtaj hai lafzon ki,baton ki
MOHABBAT tou humari dharkano k saz men shamil
Sureeley geeton ki manind
MOHABBAT yaad ki devi
Jo tanha raat ko aksar ati he ankhon main
MOHABBAT muskurahat hai haseen nazuk se honton main
MOHABBAT sandli hathon ki nazuk larzishion main hai
MOHABBAT soch ki gehraiyo''n se phot''ti khushbu
Hamesha sath rehti hai
Like Moon in the sky,
u r living in my eye,
In my heart love u high
For ur sake ready to die..

If You Love Someone,
You Would Be Willing To
Give Up Everything For
Them,
But
If They Loved You
Back, They Would
Never Ask You To ...