Dunya K 5 Mushkil taren Kam 1-Hathi Ko dhakka lgana 2-Machar Ki malish karna 3-Chiunti ko kiss karna 4-Zrafey Ki gardan dabana 5-Ap Se SmS ki tawaqa rakhna
Tharki bacho k leye elan e aam
kiya jata hai k
zong ki new add per yakeen mat karen
jis me bachiya apna number batati hain.
wo sb numbr ksi k istamal me nae ;-)