Main 1 sms hoon. Jise stupid log parte hain. Nalayak log doosron ko forward karte hain. Gadhe delete karte hain aur Pagal store karte hain. TUM kya karne vale ho?????
Santa: Qutub Minar kahan hai? Pappu: Pata nahi. Santa: Kabhi ghar se nikla karo. Pappu: Ram Lal kaun hai? Santa: Pata nahi. Pappu: Kabhi Ghar me bhi raha karo.