Dost ne Dil ka haal batana chour diya Hum ne bhi gehraee main jana chour diya aap ne sms kerna kya band kiya Hum ne bhi mobile charge kerana chour diya
''Kya bataen tujhe mere dost ab k saal,
Ja rahy thy yaadon ko dil main liye sambhaal,
1 Ajnabi ne achanak jo rok kar kahaa.
Chal oye!!! Mobile nikaal...''