susti ki intiha,
Boy:papa aik glass paani de do
Papa:khud le lo
Boy:plz de do naa
Papa:Ab manga tou thappar maronga
Boy:Thappar marnay ao tou paani lete aana:-)
Heer ranjhey sey: "Ranjhna hamarey pyar k dushman boht takatwar hein,wo hamein zinda naheen chordein ghey, aur meri to Ummeed b tootti ja rahee hai aur tum b kuch nahee kar rahe ho"
Ranjha: Heer fikar na kar mein apney saarey dushmanoon ko maar doon gha"
Heer ghussey mein, "Yuunhi baaith kar"
Haan heerey mein dua karoon gha aur tumhein pata hai k dua mein bardi takat hoti hai.