Taliban: Hum Buht jald karachi arhe hai

Taliban: Hum Buht jald karachi arhe hai
Taliban: Hum Buht jald karachi arhe hai

MQM: Aslaha le lo

Awam: Rashan le kar rakh lo
Pathan: Istaqbal karo,

Memon: BURQAY KHARID LO BAD ME RATE BARH JAINGE:-)
  

May, 25 2010     169 chars (2 sms)     4166 views       Funny

more Funny SMS Messages

Chalo Faraz ab ishq ka mza chakain

Tmam dawain bacho ki pohnch sy dur rakhen

Faraz kya milan ki ab justuju karen

Tbiat zyada khrab hoto doctor sy ruju karen.
Every Man needs a Beautiful wife, intelligent wife, caring wife, loving wife, sexy wife, adjusting & cooperative wife, but it’s sad that law allows only one wife.
Lamha lamha
Faza mein
Ek
Shoar ho rha ha,

Bina SmS k
Dil
Bore ho rha ha,


Ye network
Ki kharabi ha
Ya
Mera

YAÄR

Kuttay ki neend
So rha hai...


Pathan Larki Se: I Love You.

Larki: Tameez Se Baat Karo.


Pathan: "Assalam-o-Alaikum"

I Love You. :-)
Mere Mehboob Ki Shaadi Raqeeb Se Ho Gayi



DUKH IS BAAT KA NAHI


Dono Ne Mujhe Jalane K Liye Shaadi Pe Bulaya


DUKH IS BAAT KA NAHI


Wo Khushiyan Manate Rahe


DUKH IS BAAT KA NAHI


Meri Mohabbat Ka Khoon Ho Gaya


DUKH IS BAAT KA NAHI


Duk Tou Is Baat Ka Hai
K


Wahan




Mujhe










PEPSI Nahi Mili ? :(
jis ko main nay dil deya hai eoh deli chali gaye gis ko jan di woh japun chali gay
soch k kudh kushi ker lo suech main hath deya to bati chali gaye.
LAHORE Or KARACHI Main Agar Taliban Aa Gaye
''hAmY''....

Tu Kaisi Lagey Gi Burkhey Main Meera Aur Sheeri Rehman...
Dost tere bager ik pal na reh paonga,

Bus dil men ek hasrat liye mar jaonga,

Mat rona mere marne par a dost,

Mar k bhi tere liye biryani chor
jaonga... ;->
Aik pathan aurat bank check cash karany gai. clerk: yahan sign karo
aurat: kesay?
Clerk: jesay khat k akhir main likhti ho!
Aurat ny likha: " Twade kaky di maa"
Aaj, kal, harpal, har samay, har vaqt, maheno, salo saal se ek DIL tumhare liye dhadakta tha aur dhadakta rahega aur wo DIL hai ur''s own DEAR.
KFC New Prices.

Piza @Rs.200
Chicken @Rs.150
Burger @Rs.100
Pepsi @Rs.50

Lakin ap phir b kuch kha nhi sakte Q K
ap k pas tou sms k liye b paisy nhi hote.
Pathan ko rastay mein ek charagh mila.Utha k saaf kiya to ek Jin nikla or kaha k woh uski 3 khwahishain puri krayga.
Pathan:"Umko esa naswar do jo khatam na ho!"
Ekdum ek naswar ka packet aa gya.
Pathan ne thori si naswar nikali to utni naswar or aa gai.
Jin: "Baqi 2 khwahishain?"
Pathan: "Esa 2 packet or do!" ;->