New Funny GAME.

New Funny GAME.
New Funny GAME.
Sath sath Add karty jayain.

Sab se pehly 1 se 9 tak koi number apney Zahn main rak lain. Phir us main 5 ADD kar phir 2 se MULTIPLY karai phir us ko 10 divid kar dein jo ans aye us ko

Ek khali PAGE
pe lekh dain.
Phir us PAGE ka Jahaz bana k orayain. Aur Enjoy kerein :P
  

May, 25 2010     293 chars (2 sms)     5385 views       Funny

more Funny SMS Messages

''Maa ne kaha HAVELI chhor do,

Paro ne kaha DAARO chhor do,

Andhay ne kaha mujhe SARAK k us PAAR chhor do.

Ek din aayega, Jab GirlFriend ke bachey kahengey:
Mamu Zara School Chhor do.''


Mere Ghar K Samne Se Bhagi
Ek GHODI

Wah Wah

Mere Ghar K Samne Se Bhagi
Ek GHODI

Wah Wah


Fir Bhage Tum

Aur

''RAB NE BANA DI JODI''
Ostad,, bato 5880 aur 3223 ko jama karen aur is me se 800 tafreeq

kar ke 80 per taqseem karen to kia ho ga?
Shagird!
Janab Sar may dard hi hoga!

Qayamat Ki 5 Nishaniyan

1-Zardari Imandari
Krega

2-Altaf Karachi Ayega

3-Musharaf Pr Muqadma
Chalega

4-Sheri Rehman Parda
Kregi

5-Adliya Bahal Hogi ;)


Meri zindagi per faqat itna ehsan ker do,
ik benam si mohabbat mere nam ker do,

ik subha ko milo aur shaam ker do,
Aur sham tak mere ghar ka sara kaam ker do:p

Agar Pakistan Mobile Ejaad Kartay to Us Main Ye Templates Hotay:

1.Kaminay Jaldi Call Kr.

2.Ghar Kb Ayega Tu?

3.Gutka Leta Hua Aiyo

4.Date Pr Hn

5.Wahin Dekh. ;-)
Bus Ko Joota Mara 2
Baar

Par Us K Face Pe Laga
Kyun Nahi ... ??































Aakhir Jootey Ki Bhi Koi
Respect Hy Yaar ... ;->
Agar
Is
Waqt

Aap
So
Rahy
Thy

Aur
Mere
Msg
Se

Bohat
Tang
Huye
To.

MISSION
SUCCESSFUL. ;-)
Ek pathan ka school main 7th class main new admision howa .

Teacher.beta batao Allama iqbal koN hain?

Pathan.hum ko kya pata hum to school mai naya hai..
Teri Dosti Main Deewane Ho Gaye,

Tujhe Apna Banate Banate Begane Ho Gaye,

Pukaar Le Ek Baar Pyar Se Mere Dost,

,
,
,

Bandar Ki Awaaz Suney Zamane Ho Gaye.
Taliban: Hum Buht jald karachi arhe hai

MQM: Aslaha le lo

Awam: Rashan le kar rakh lo
Pathan: Istaqbal karo,

Memon: BURQAY KHARID LO BAD ME RATE BARH JAINGE:-)


##A#*%%?##%)
)?D**%#%%!.!&
#-#V!=!=D%g#%�
T$#&*DON$*&%^
^%$#&&^%*#$%$#
^*&^#%*(#$%*@#
#$%#%$?$*%%#@

Don ka message padhna muskil hi nahin, namunkin bhi hai.