Memon ke ghar twins peda hue..
Kisi dost ne kaha: "Mubarak ho do do bache hue hain."
Memon: "Arrey yaar bas ek kaafi tha magar
tumhari bhabhi ko bhi na fzool kharchi krne ki aadat hai." ;->
This msg is strictly for cute and charming people only...Since u accidently recieved msg. We deeply apologise for the disturbance due to technical error;-)
Janab Yaqoob Rasheed Ne Farmaya K Dhu al-Qi''dah K Maheney May Jo Shaks Kisi KO 100 Rupee Ka Card send Kary Ga Qayamat K Din Ussy WARID ki Sim Free Miley Gi!!!!
ALLAMA IQBAL ne Qayam-e-Pakistan k baray Mai 23 March Ko Minto park mai Quaid-e-Azam k Sath Kharay Ho Ker Fatima se Farmaya , AJ KALA JORA PAA SADI FARMAYSH TE