Dil badal na dena sim ki terha
Mohabbat low na krna battery ki terha
Pyar kam na krna balance ki terha
Hamesha meri zarurat mehsus karna charger ki terha
Boy: teri judai me neend urti hai, chain khota hai,
jaan jaati hai or dil rota hai…
.
.
Girl: doctor ko dikha le Q K
dengue virus bhi aise hi hota hai!.... ;->
Boss: Itne Kam Kapray Pehan K
Q Aai Ho? Aadha Jism Dikh Raha Hai.
Girl: Itni Salary Mein Yehi Aata Hai!
Boss: Manager, Iss Ko 3 Months Tak Salary Mat Dena