Teacher: "

Teacher: "
Teacher: "Johnny, Im Glad To See Your Writing Has Improved."

Johnny: "Thank You"

Teacher: "Now, Finally,

I Can See How Bad Your Spellings Are!!!"
  

May, 17 2010     154 chars (1 sms)     3586 views       Funny

more Funny SMS Messages

Yaad hai main tumhare ghar main aya tha . tum chair par soyi hoi thi .

maine tumhari Naak main ungli ki tum ne kaha yeh naak nahi hai maine kaha yeh ungli nahi ha :P
tujhe bhool jana jana,.






mushkil naheen
Sardar Found A Monkey And Took It To Police Station.
Inspector: Isay Zoo Le Jao

Next Day He Sees The Sardar With The Monkey At A Bus Stop
Inspector: Me Ne Kaha Tha Isay Zoo Lejao Phir Tum Isay Sath Leay Q Ghoom Rhy Ho??

Sardar: Kal May Isay Le K Zoo Gya Tha
Bara Maza Aya
Aj Film Dikhany Leja Rha Hon...
Larka Larki Molvi k pas ge or bole:
"Jaldi se hamara nikah parho"

Molvi ne nikah parha dia,

Larka bola: "Ap ki fees?

Molvi bola: Apni bivi ki khubsurti k mutabiq pese do"

Larke ne 100 rupe diye

Achanak hawa chali or Larki k moonh se niqab uth gya

Molvi ne dekha to bola:

Baqaya to leta ja bhai. :-)
''Ye Sang-E-Marmar Sa Tarasha Gora Badan

Boond Boond Pighlta Shabab

Honto Se Laga K Dekhon Kashish Kaisi Hy

Kämbäkht Ye VANILA IcE Cream Cheez Hi Äisi Hy''
Aisi kon c cheez hay.
jo Woman mein aagay hoti hay or Cow mein peechay?

?

?

?
Its= " W "

WOMAN- W

COW- W
Her waqt Ghalat mat socha karo.Idiot
Breaking News:



Pakistan cricket team has complained in ICC about australia that:



Ye baray larkay le aye they hum jabi haar gay..:->
Aankhon me Jab Kabhi Tasveer Aap ki aati hay...


.

.

.


.

Hum..

Lahol Wala..

Parh lete hain..

Tabiyat Sanmbhal..

Jati hay...
Dr: Aap pagal kaise huwe?
Pagal: kuch time pehle main ne ek bewa se shadi ki us ki jawan beti ne mere baap se shadi ki: yun wo meri saas ban gaye,un k ghar beti hui to rishte mai wo meri behn hui kiun k main us k baap ka beta tha,dosri taraf wo meri nawasi bhi hui, kiun k main us ki nani ka shohar tha, is liye main apni behn ka nana bana,phir mere ghar beta huwa, tu meri biwi ki beti, mere bete ki dadi bhi lagti thi kiun k wo meri soteli maa thi, chunache mera beta apni dadi ka bhai ban gaya aur main apne bete ka bhanja aur....
Dr: bas karo! Khuda k wastay bas karo warna main pagal hojaonga...
''On this special day
When the world is filled with
Love, hope and joy

I would like to express
My appreciation and care

For the most wonderful person
In the whole wide world

Wont you please be my valentine''



Pakistan investigatios aur Scotland
Yard ki nakami k baad Banazir Bhutto
murder case ab Sony t.v ki CID team
ko de dia gaya hy,

Umeed hy k
Ab ye case ek ghante mein hal ho jaye ga ... ;->
Na pooch teri judai k lamhe hum kaise betate hain..




Pani main SURF EXCEL mila k straw se bulbulay banatay hain...