When I saw you,

When I saw you,
When I saw you, I was afraid to look at you. When I look at you, I was afraid to touch you. When I touch you, I was afraid to kiss you. When I kiss you I was afraid to love you and now that I love you I''m afraid to lose you.
  

May, 25 2010     225 chars (2 sms)     3576 views       Funny

more Funny SMS Messages

Press Down if u think u r MAD.
I can''t Believe u Did That!
Again?
For God Sake! LORD!!
Why u Still Doing it?
Truth is out now!
MENTAL CASE!!
Farishta Murday Say: Main Hisaab Lainay Aaya Hun
Murda: Ayay Ho Mere Zindagi Mein Tum Bahar Bun K
Farishta: Hisaab Shoru
Murda: Pocho Zara Pocho Mujhay Keya Huwa Hai
Farishta: Allah Ko Yaad Kiya
Murda: Kabhi Bhoola Kabhi Yaad Kiya
Farishta: Kiya Tum Allah Say Dartay Ho
Murda: Pyar Keya To Darna Kiya
Farishta: Main Ja Raha Hun
Murda: Akailay Na Jana Mujhay Chor K Tum...
Farishta: Tum Cheez Keya Ho?
Murda: Main Cheez Bari Hon Mast Mast... ;->
You Know That
Old Saying

"Strike While The Iron
Is Hot ??"

Well That''s A Pretty
Dumb Sating

Coz

"I''ll Betcha
A Cold Iron Will Hurt
Like Hell Too" ;->
Aaj Se 100 Saal Pehle


Shaam K Waqt






1 Gaon Main



Theek 7 Baje



1 Gali Main







Kuch Bhi Nahi Hua Tha

Chalo Apna Kaam Karo Bohat Shauq Hy Msg Parhne Ka ;->
Jise hum dekh kar jeetay
Thay,

wah wah wah


Jise hum dekh kar jeetay
Thay,



Nasir





Woh log aakhon se oojal ho gaye hein,



khan bahi...->



Naisir
"sir! aap mere son ki shadi pe nahi aye,
bari shiddat se aap ka intezaar tha.
shadi bilkul be ronaq rahi aap ke baghair,
ham pe kuch to tars kha ke aa jatay.

sincerely yours
AMITAB BACHAN"








Sala! mujhe itna farigh samajhta hai
Pathan.
Agr mere Hath Me hukumat ho to Me MULK ki Tqdeer badaL don.

Wife:
Tum pehle Apni Shalwar to badal Lo, Subha se meri Shalwar pehn k ghom rahay ho.
''1 admi apny dost k gar gya Ghanti bajany par aik chota sa bacha bahir nikla.

Admi bola: Beta ap k abu ghar par hen?

Bacha: Je wo to bazar gay howy hen.

Admi: Acha apny bary bhai ko bolao?

Bacha: Wo cricket khailny gay hen.

Admi: Acha tumhari ami to ghar hon gi?

Bacha: Je wo apni sahailiyon k sath picnic par gai hen.

Wo admi jal kar bola: To beta ap ghar men kiyon baithy hen, Ap b kahen jaen.

Bacha bola: Men b tu apny dost k ghr aya hua hu''
Neend jab b mujhe aaghosh may leti hei
Aapka chehra nigahon may bus jata hei
Ek dum se meri aankh khul jati hei
Dil se yahi awaz ati hei










AMMI BHAOOOOOOOOOO
Kal agar me mar bhi jaon ae dost!! Gham na karna Aansu bhi na bahana Bus seedhay oper chale aana.Party karenge
Ek Bachay Ne Apni Maa Se Pocha K Insaan Ki Nasal Kahan Se Start Hui,
Mom: Matti Se,
Bacha Mutma-En Na Hua.
Phr Apny Baap Se Yehi Question Kia To Jawab Mila:
"Bandar Se"

Bacha Phr Mom K Pass Aya Or Bola Papa To Ye Keh Rahay Hain.
Mom: Haan To Unho Ne Apni Btai Hai.
Na jane kis baat pe tum hum se naraz ho "DOST",
.
.
.
.
Khuwaab mein bhi milte ho to Gobi jesa Moo bana lete ho.