''Jab koi Dost kisi Dost k
Haq main Dua kerta hy
to wo dua is k Dost se
pehly is k apny Haq m
Kabol hoti hai
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Allah kary Tumari Shadi jaldi ho jay.''
Punjabi Hajj Karne Geya Wapis Aya to Dost ne Pocha Shetan ko Kitne Pathar Mary…? Punjabi: Rush He Ina C Pathar Marne Da Moka Hi Nai Milea, Par.. . . Galian Changian Kadd k Aya Wan….
Teacher: Humien Garibon k Saath Pyar se Paish Aana Chahiye.
Boy: Acha Ab Samajh me Aaya.
Teacher: Kya?
Boy: Yehi k Papa Aksar Maasi ko Galay Kyun Lagatay hain.