''Girl to Sheikh: tum mujhay apni Ring de doo
es ko dekh kar main Tumhain yaad karon ge
Sheikh:
Tum ye soch kar yaad kar lena, main ne mangi the us ne nahi di''
''Kya bataen tujhe mere dost ab k saal,
Ja rahy thy yaadon ko dil main liye sambhaal,
1 Ajnabi ne achanak jo rok kar kahaa.
Chal oye!!! Mobile nikaal...''