tum ko captain banaya team ka

tum ko captain banaya team ka


Hum ne tum ko captain banaya team ka, samajhdar samajh ker
"SHAHID...!"

tum to ball he khaa gaye naswaar samajh ker...!!
This is 4 Boom Boom Afridi... ;->
  

May, 05 2010     167 chars (2 sms)     2675 views       Funny

more Funny SMS Messages

Agar dantttooon k Doctor ko Daant mein dard ho to wo kahan jaye gha?


Arrey yaar Zahir hai k wo kissi doctor k pass to jaye gha naheen kyun k ussey achcha khasa experience hota hai, To reh ghaya mein to merey paass hee aaye gha na.
MAY U B WOT U HOPE TO B,
C ALL U WANT TO C...
DO ALL WOT U WANT TO
MAY YR EVERY WISH COMES TRUE...
"A VERY HAPPY BIRTHDAY TO U"
MAiN Aaj TuMhE buhAt bArA RAAZ Likh k BhAij rAhA huN..

.

.

.

.

RAaAaAaAaAaAaAaAaAaAaAa
AaAaAaAaAaAaAaAaAaAaAaAaAaAaA
aAaAaAaAaAaAaAaAaAaAaAaZZZzzzZ.. ;->

Bankey Mian Ki Qawali Hy Sab Se Nirali

Koi Sun''ne Ya Na Sun''ne Hum Tou Gaaye Ge Qawali...

Zong! 1st Sep Se Balance Check Karne Per Charge Laga Riaaa Hy

Jazz! Gaon Mei Ghanta Package Per Degree Bant Riaaa Hy

Ufone! Her Hafte Naya Ad Bana Riaaa Hy

Warid Glow! Feel Free Ka Nara Laga Riaaa Hy

Telenor Djuice! Tou Din Aur Rat Ko Ek Bana Rahaaa Hy

Bankey Mian Ki Qawali Hy Sab Se Nirali

Koi Sun''ne Ya Na Sun''ne Hum Tou Gaaye Ge
Qawali... =P ;->
Jitni Chahat Se Tumhain Dekha Hai

Itni Chahat Se Kuch Aur Nahi Dekha

Dekhne Do Apne Chehre Ko Jee Bhar Ker Humain

Muddat Hui In Aankhon Ne Koi BEGAIRAT Nahi Dekha ;->
Hum dua karte hain Khuda se,
ki wo aap jaisa dost aur na banaye,
Ek Cartoon jaisi cheez hai humare paas,
kahin wo bhi common na ho jaye!
Ladki Wale: Hame Aisa Ladka Chahiye

Jo Kuch Khata-Pita Na Ho

Aur Kuch Ghalat Kaam Na Karta Ho



Pandit: Aisa Ladka Toh ICU K Emergency Ward Mei Mileyga.. ;->
Kabhi Kabhi Choti Choti Cheezein Bhi Bohat Takleef Deti Hain... faraz



Agar Meri Baat Par Yaqeen Nahi To...




Sui Par Beth Kar Dekho.
wo hamarey binna beqrar rahtey hein,
shayad issi ko pyar kahtey hein,

naheen yeh kuch aur hee lagta hai,
mein maqrooz hoon un ka iss ko udhar kehtey hein

Indian:
Humare pass kanjar hain,
kutte hain, Sowar hai.
Tumhare pass kia hai?


Pakistani:
Tum humara muqabla kabhi nhi kar sakte,
Humare pass ZARDARi hy =P ;->
Neeche mat jao neeche star plus laga howa hai!


Mat jao!



Plz mat jao!





* +


Daikh liya?
Hogaye tasalli?


Mehsoos Ho Rahi Hai Fiza Mein

Tamatar aur Andon Ki Khushboo faraz,

Lgta Hai Mery watan Ki

Cricket Team Wapis Aney Wali Hai...