''Shaikh Apni BV ka Sadqa utarta hai 15 Rs ka. Aur

''Shaikh Apni BV ka Sadqa utarta hai 15 Rs ka. Aur
''Shaikh Apni BV ka Sadqa utarta hai 15 Rs ka.

Aur

Us main 85 daal kar Mobile ka Card Load kar leta hai.

B.V: Ye kya?

Shaikh: Sadqa Gharib Govt ko gaya Balance meray Paas aagay. :-)''
  

May, 24 2010     195 chars (2 sms)     3578 views       Funny

more Funny SMS Messages

After all I have decided to write a Sad SMS.
Just See below!
























I means I am successful coz u r sad that you don''t have a sad message to forward.
Mareez Dr. Se: Heart transplant k baad mjhe dance aur paisa acha lagne laga he.

Kia me jawan ho gya hun?



Dr: Nahi, Tumhe jo dil lagaya he wo Khusray ka ha.
"2007 K Bhikari"

Bhikari: Amma thora khana he to do na!
Amma: Abhi pakaya nahi hai !
Bhikari: Koi baat nahi amma, pakane k bad misscall de dena!
Main ajonga
1 Dehati Aurat Check Cash Kerwany Bank Gaee.
Clerk:Yahan Sign Karo.
Aurat:Kaise?
Clerk: Jaisy Khat K Aakhir Mei Likhte Hain.
She Wrote:
Faqat
Ap K
Munnay Ki MAA
Jo detay hain larkiyon ko tohfay,

woh lagatay hain un hi ki shadi mein sofay,

Jo jatay hain un k peechay,

wohi aatay hain W-11 k neechay,

Jo kehte hain un ko Janu,

wohi bantay hain un k bachon k maamu...
Na hawa na saya hai,
ehsas ham hi ko aaya hai,
hamein bhi sms kr k dekh lo,



company ne ye mobail aap ki Girl friend k liye nahi banaya hay
Mom: Roohi Kyu Ro Rahi Ho?
Poohi: Teacher Ne Mara.
Mom: Kyu?





Roohi:Maine Usko Murghi Kaha Kyuki Usne Mujhe Test Mein Anda Diya...


Koi Dost ho tou Tum Jesa

Koi Chahnè wala ho tou Tum Jesa

Koi Dil se pyara ho tou Tum Jesa




Pata nhi Q sb Mujh se yehi kehty hyn.. ;->
Agar app kaheen baithey hoon aur 5 ghantey ghuzarney k bawajood light na jaye to app k zehan mein aaney wali pehli baat kya ho ghee?





"Aeho k mein Pakistan wich nayeen"
Pathan k ghar mein Billi thi,
Pathan tang aa kar usey kahin door chhor aaya par jab ghar aaya to Billi pehle se hi pohunchi huwi thi.

Pathan phir kahin door chhor aaya Billi phir se ghar pohunch gayi,

Pathan gussey mein usey boht door chhorne gaya aur wahan se wife ko call ki: Billi ghar pohunchi ?

Wife:Haan.

Pathan:Us kameeni se bol k mujhe yahan se lejaye Qk ab mein raasta bhool gaya hun.


Ek admi rozay nhi rakhta tha.
Us k peer ne kaha tum roza rakho main wada kerta hoon roz tumhari ek Duaa qabul hogi.
Us ne roza rakha. Sara din bari mushkil se guzara.
Sham ko roza khol ke peer ke pas chala gaya.
Peer ne kaha mango kya mangte ho?
Woh bola peer sab subah EID kerwa do... =P ;->
Husband to Wife: Main Tumhari Roz Roz ki Farmaishon Se
Tang Aa Gaya Hon.

Is liye Khud Khushi Karne Ja Raha Hon.

Wife: Acha Ek White Saari to Dila Den
Main Iddat K Dino Mai Pehnungi.