Lux & Rexona r lovers,lived in Safeguard 2000 apartment.........

Lux & Rexona r lovers,lived in Safeguard 2000 apartment.........
A Love Story

Lux & Rexona r lovers,lived in Safeguard 2000 apartment in Dettol street,
Lux's dad Capri & mama Palmolive fixed his marriage with Opal But Rexona's dad Lifebuoy & mama Camay decided Lux & Rexona's marriage in Dove registrar office.
Rexona's uncle Rin & aunty Pears signed as witness.
1 year later Rexona gave birth 2 twins
they named them Johnson & Johnson
Moral
Maine app koo saray soaps k naam yaad karwa diye hain,ab tu mou dho le yar..!
  

Dec, 29 2011     456 chars (3 sms)     3853 views       Funny

more Funny SMS Messages

Ek Hoor Ne
Jannat Mein Khudkashi
Ker Li


Pata Hy
Kia Waja Thi ??


Ek Farishty Ne Hoor
Se Mazaq Kia Tha
k
Teri Shaadi
Qayam Ali Shah Se Hogi .. ;)
acher 2 pathan : "PAIT" kyun banaya hai? ? ? ?

.

.

.

.

Pathan : SHALWAAR baandhnay k liye!

"Tip Of Da Day"

3muuli Waly Parathy
2gobi Waly Parathy
1plate Mash Ki Dal
OR
1boul Ubly Channy Ek Sath Khain

Or




Chalta Phirta CNG STATION BAN JAIN
height of dehydration..
.
.
.
.
.
.
..
.
.
.
.
a cow givin milk powder...


Impact of Movies:

Teacher :- Who is Mahatma Gandhi?

Student:- He is the one who helped
Munna Bhai to impress his girlfriend!
Pathan k ghar mein Billi thi,
Pathan tang aa kar usey kahin door chhor aaya par jab ghar aaya to Billi pehle se hi pohunchi huwi thi.

Pathan phir kahin door chhor aaya Billi phir se ghar pohunch gayi,

Pathan gussey mein usey boht door chhorne gaya aur wahan se wife ko call ki: Billi ghar pohunchi ?

Wife:Haan.

Pathan:Us kameeni se bol k mujhe yahan se lejaye Qk ab mein raasta bhool gaya hun.


Teacher: Zinda rehne k
liye kia cheez zaruri
hy ???


Student:
Zinda rehne k liye teri
qasam ...
Ek mulaqat zaruri hy
sanam ... ;->
Galib Ne Bhari Mehfil Me Sher Mara,
Galib Ne Bhari Mehfil Me Sher Mara


Fir Kya Hua?



Fir Hona Kya Tha
Sherni Vidhwa Ho Gayi


Agar manzil ko pana hai
to hosla sath rakhna,

Agar pyar ko pana hay
to aetbar sath rakhna,

Agar hamesha muskurana hay
to DAANT saaf rakhna

Bankey Mian Ki Qawali Hy Sab Se Nirali

Koi Sun''ne Ya Na Sun''ne Hum Tou Gaaye Ge Qawali...

Zong! 1st Sep Se Balance Check Karne Per Charge Laga Riaaa Hy

Jazz! Gaon Mei Ghanta Package Per Degree Bant Riaaa Hy

Ufone! Her Hafte Naya Ad Bana Riaaa Hy

Warid Glow! Feel Free Ka Nara Laga Riaaa Hy

Telenor Djuice! Tou Din Aur Rat Ko Ek Bana Rahaaa Hy

Bankey Mian Ki Qawali Hy Sab Se Nirali

Koi Sun''ne Ya Na Sun''ne Hum Tou Gaaye Ge
Qawali... =P ;->
Dr: Aap pagal kaise huwe?
Pagal: kuch time pehle main ne ek bewa se shadi ki us ki jawan beti ne mere baap se shadi ki: yun wo meri saas ban gaye,un k ghar beti hui to rishte mai wo meri behn hui kiun k main us k baap ka beta tha,dosri taraf wo meri nawasi bhi hui, kiun k main us ki nani ka shohar tha, is liye main apni behn ka nana bana,phir mere ghar beta huwa, tu meri biwi ki beti, mere bete ki dadi bhi lagti thi kiun k wo meri soteli maa thi, chunache mera beta apni dadi ka bhai ban gaya aur main apne bete ka bhanja aur....
Dr: bas karo! Khuda k wastay bas karo warna main pagal hojaonga...
Teacher: Dunia Me Kitne Bar-E-Azam Han?
Studnt: Gi 3
1. Quaid-E-Azam
2. Sikandar-E-Azam
Aur
3. Mere Uncle Haji Azam.