ek premi apni premika ke liye
anguthikhridne ke liye ek dukan pe gaya,
or use ek anguthi pasand aa gai to usne uska price puchha- bhai sahab kya rate hai?
dukandar-5000.00R.s
ye sunkar premi ki siti nikal gai.
tab usne dusari anguthi ki or ishara kar ke puchha or iski?
dukandar-do sitiya
Teacher: Humien Garibon k Saath Pyar se Paish Aana Chahiye.
Boy: Acha Ab Samajh me Aaya.
Teacher: Kya?
Boy: Yehi k Papa Aksar Maasi ko Galay Kyun Lagatay hain.