Ek bacha dorta howa ghar aya aur maa se kaha: hamare parosi kis kadar garib hai un k bache ne ek rupe ka sika nigal liya hai aur wo sub ro rahe hai... ;->
ik admi jungle main jaa raha hota hai tu ikdam se ik well main gir jaata hai kaafi dair tak gir raha hota hai tu achanak ik tehni pekerleta hai thori dair main awaz ati hai seedha haath chor woh seedha haath chor deta hai phir awaz ati hai ulta haath chor woh choor deta hai neeche gir raha hota hai tu azaaz ati hai ke CHOOOTIYAAAA!!!
Aik baat bataoon? wo meri chahat nahee zaroorat ban ghayee hai, wo jab b aati hai meri zindagi k sab chiragh roshan karti hai, laikin kabhi hamarey pyar k "dushman" ussey ley jaatey hein,wo b kya karey ussey jana pardta hai aur mein b kuch nahee kar pata,
Koi jaaye aur pyar k "dushmanoon" sey kahey k uss(Bijli) na ley jaya karein.
Laila ne majno ko ek darakht k peechy dekha
or kaha tum majno ho? Wo
bola haan
Phir usko deevar k peechey dekha or kaha tum majno ho?
Wo bola haan
Phir usko ek darwaze k peecha dekha or kaha tum majno ho? Wo
bola abey haan ab mootne de gi ya nahi? =P ;)