Q) If Draupati will be

Q) If Draupati will be
Q) If Draupati will be reborn in 21st Century, who will she marry?
a) Amitabh Bacchan b) Amrish Puri
c) Amir Khan d) Govinda
A) AMIR KHAN kyunki woh paanch ke barabar hai (coca cola)
  

May, 24 2010     186 chars (2 sms)     3054 views       Funny

more Funny SMS Messages

To Know A Person
Walk A Mile In His Shoes


Then




Then What ? ? ?








He Is One Mile Away, U Have His Shoes . . . .


JuzZZ RuNnN . . . ;->
Mainee tumhari yaadon mein..
ro ro ke tub bhar diye...
Aur tum itney be-wafa niklE,
k nahake chal diye!!!
Hum gaey un k ghar kaha dil se dil mila lo,

Darvaza khola unki ami
nay,

Hum nay kaha aunti
bachon ko polio k kartray
pilva lo.>
.7....
..8...
...6..

(L)(O)(V)(E)
(P)(Y)(A)(R)
(C)(H)(A)(H)(T)

Yeh Taveez Mujhe Mobile
Wale BaBa Ne Diya Hai
Ke Yeh Taveez Main Jiss
Number Per Bhi Send Karon
Ga Us Number K Istemal Karne
Wale ko SMS Parhte Hi Mujse
Mohabbat Ho Jayegi...

Ab Tum Hi Batao Yeh Kaam KAr Raha Hai K Nahi ??
Aey Phool yeh Phool mere Phool ko dedena..

Aey Phool yeh Phool mere Phool ko dedena..

Agar woh Na mane toh usein Swimming Pool mein dahkha dedena..
Wah Wah Wah Wah!!
Dr: Aap pagal kaise huwe?
Pagal: kuch time pehle main ne ek bewa se shadi ki us ki jawan beti ne mere baap se shadi ki: yun wo meri saas ban gaye,un k ghar beti hui to rishte mai wo meri behn hui kiun k main us k baap ka beta tha,dosri taraf wo meri nawasi bhi hui, kiun k main us ki nani ka shohar tha, is liye main apni behn ka nana bana,phir mere ghar beta huwa, tu meri biwi ki beti, mere bete ki dadi bhi lagti thi kiun k wo meri soteli maa thi, chunache mera beta apni dadi ka bhai ban gaya aur main apne bete ka bhanja aur....
Dr: bas karo! Khuda k wastay bas karo warna main pagal hojaonga...
Ek chooha sharab k drim mein gira,bahar nikal kar mast hokar sath mein soi huwi Billi ki dum pe paon rakh kar bola:
.
.
.
.
.
"UTH MUNNI, CHULBUL PANDEY TERA DANCE DEKHNE AYA HAI"
Aik rikshaw ke peche likha tha k
"SAWAN KA INTAZAR HAI"
Peche se aik truck aya or rikshaw ko ora dia(hit kia) or us ke peche likha tha
"AYA SAWAN JHOOM KE".

Nursery,


Baloch Colony,



Karsaz,



Airport,



Malir,



Quaidabad



Laloo khait

Laloo khait

thakk..

thakk..



Rok ustaad





Utray ga

FARAZ...
Pathan Saw A Very High Mobile Tower
&
Red Light Glowing On The Top , Seeing This
He Said : We Are Developing So Fast
We Have Trafic Signals For Aeroplanes In The Air Also ;->
Teacher: Dunya K Pehle Insaan Ki Nationality Kya Thi?

Boy: Pakistani.

Teacher: Woh Kese?

Boy: Uske Paas
Na Ghar Tha
Na Aata
Na Bijli
Na Cheeni

Phir Bhi Woh Zinda Tha. :-)
Newton''s 5th law:
Dunya Gol hai,
Chooha Billi say darta ha, billi Kuttay se, kuta Aadmi say, aadmi Biwi say, or Biwi Choohay say. Hence Proved. Dunya Gol hai.!