2010.
1 class ka bacha apni Miss se kehta hai.
Mai aap ko kaisa lagta hoon?
Miss: So sweet!
Bacha: To phir mai apne ammi abbu ko aap k ghar kab bhejun.
Miss: Wo kyon?
Bacha: Ta''kay wo hamari baat agay chalayen,
Miss: Ye kya bakwaas hai!
''Manzil ki taraf badte chalo. Jo Dil kahe usi raah ko chuno. Peeche walo ko aage na aane do aur jo aage hain unse aage niklo. Tabhi ek achhe TRUCK DRIVER banoge!''