"doctor saab, bibi ke liye jukam ka, bete ke liye khansi ka, beti ke liye bookhar ka, mammi ke liye peeth dard ka, papa ke liye ghutno ka dard ka dawai likh dijiye"
doctor saab ne sab ka dawai likh kar phir woh admi se pusha, " baki sab log ghar mein thik thak hai na??
''Ashik ban gaya,Mat karo waar,
Bura nahee ye pyaar,Bura hai intezaar.
Letter diyaa to, Thappad mat maro yaar,
Bura nahee ye ikraar,Bura hai inkaar.
Sharaabee bana to,Mat dalo ilzaam,
Bura nahee ye jaam,Bura hai anjaam.''