''SMS karne k fayde
1-Mobil ko zang nahi lagta.
2-Timpas hojata hai.
3-Ap jise karenge wo khush rahega.
4-Contact bana rahega.
5-Apko koi KANJUS NAHI kahega
Pota: Dadaji, Aap Ke Saare Daant Hain, Lekin Daadi Ji Ke Ek Bhi Nahi, Aisa Kyun? Dada: Beta Baat Aisi Hai, Main Doodh Bahut Peeta Tha Aur Teri Daadi Ganna Bahut Choosti Thi. Samjhdar Like Kare