Aik baat bataoon? wo meri chahat nahee zaroorat ban ghayee hai, wo jab b aati hai meri zindagi k sab chiragh roshan karti hai, laikin kabhi hamarey pyar k "dushman" ussey ley jaatey hein,wo b kya karey ussey jana pardta hai aur mein b kuch nahee kar pata,
Koi jaaye aur pyar k "dushmanoon" sey kahey k uss(Bijli) na ley jaya karein.
1 pathen n other pathan were watchin a cricket match. When Afridi hits a boundary.
1st pathan: Kya Goal mara.
2nd pathan : Raha na bewakoof ka bewakoof, Goal ismein nahin cricket mein hota hai