Santa: Qutub Minar kahan hai? Pappu: Pata nahi. Santa: Kabhi ghar se nikla karo. Pappu: Ram Lal kaun hai? Santa: Pata nahi. Pappu: Kabhi Ghar me bhi raha karo.
Yaro ki yari pe shak nhi karte, jab hum bol rahe ho to bak-bak nahi karte.pareshan karte ho jab hum so rahe hote hainab hum jag rahe hain to SMS nhi karte.
Gadha kitna bekar janwar hai duniya is ko nakara hi samajti hai, is main aqal b nahi hoti magar is bechare ki himat to deko ye sms kitne ghore se per raha hai.