1 boy school se
rota hua ghar aya
maa ne pucha:
Beta q ro rahe ho
Boy:
Sir ne boht mara
he mujhe!
Mother:
Sir ne q mara
Boy:
Sir mere dost ko
dant raha tha tou mein ne dost ko tasalii de aur ek misal de..
Mother:
Kon si misaal..?
Boy:
Jo kuttey "bhonkte" hai woh "kaat''tey" nai.:-)
Pappu Pinky ko pasand karta hay or Pinky Pappu k bhai ko jab k Pappu k bhai ko Pinky ki behen achi lagti hay lekin Pinky ki behen Pappu ko pasand karti hay haalaan k Pappu pehlay hee Pinky ko chahta hai.
Ab jab k Pinky ko Pappu acha nahi lagta aur Pappu ka bhai Pinky k liay raazi nahin hai aur Pappu Pinky ki behen se pyaar nahi karta jab k Pinky ki behen ko Pappu ka bhai acha nahin lagta...
Ab batao k is poori situation main kya kiya jaye..? ;->