''Teacher 2 pthan jiss

''Teacher 2 pthan jiss
''Teacher 2 pthan jiss ; ko sunai na de use english main kya kahenge?
pathan: jo marzi keh do g .

us ko konsa kuch sunai de ga;-)''
  

May, 24 2010     135 chars (1 sms)     3357 views       Funny

more Funny SMS Messages

Wo haseena wo neelam pari

Hui thi election main khari

Pata nahin kahan se goli chali

Ho gaye musibat khari

Jane kya kya hua

Samjhayon main yeh ab kis kis ko

Dil main mere haiDard-e-Bhutto

Dard-e-Bhutto
Dard-e-Bhutto

Dil main mere hai

Dard-e-Bhutto
Dard-e-Bhutto
Dard-e-Bhutto
aarey tum sey keh rahey hein k hum sey mohabat naam kee kissi cheez ka na zikar karna na ummeeed,

kyun k teen cheezein kabhi b badal saktee hein,
1-qismat
2-waqt

aur offcourse "Apun"
IF Engineer Starts Making Films .
The Name Will Be . . .

"Current Ho na Ho"

"Janam Supply Karo"

"Aa Ab B.Tech Karain"

"Kabhi A.C Kabhi D.C"

"Fuse Lagaya Tou Darna Kia"

"Engineer No.1"

"Engineeering Koi Khel Nahi"

"Input Wale Output Le Jayenge"

"Maine Engineering Kion Li ?" ;->

Boy:
Tere lye mere dil mai thora thora gham hai...

Girl: Aagay?

Boy: Lekin jb teri behan ko dekha to dil ne kaha

"DaDa Ye To Us Se B Udham Hai"... =P ;->


1 aurat 2sri se,
Mujhy apny shohr pe shak hy,
wo ksi larki se milta hy

2sri aurt,
Phr tm kya karogi?

1st
Me aj hi apny boyfrnd ko shohar k pechy lgati hun ;->
Soft Speech
Pure Heart
Peaceful Eyes
Strong Hands
Focused Mind &Determined Decision
Always Make U


"BoRinG"...!!!


So,chiLL maro Or JungLi bn k rahO! ;-)


Bare Zalim hain teri Gali k bache
Faraz !
.

.

.

.

.

Kutta peche laga ke kehte hain,
PYAR KYA TO DARNA KIA.
''hame to sms ne loota call mein kaha dum tha mere sms wha ponche jin kanjooso ke pass bal nhe tha''
''Aap ka chalna, aap ka hansna,

aap ka daikna,daikh kar muskrana,

ankain milana,nigain churana,

aap ka bolna, aap ka khana pina,

hata k aap ka chalte chalte murna

..........uf kuch to sahi hota.''

Kon Kehta Hai Tum Bewafa Ho.

Ye Aur Baat Hai Humse Khafa Ho.

Humko Pyaar Hai Sirf Tum Se.



Agar Tumko Nahi To Dafa Ho. :-)
Shiekh ka beta girl friend k saath ghoom phir k ghar aya to baap ne pocha kitne paise kharch kiye.
Beta: 50 rupay
Baap: Itne ziada
Beta: Us k pass itne hi thay
Kesy hain?
Halaat
Waqiat
Mashiyat
Urdu
English
Or
Islamiyat
Aap k shehar k wo
Rastay
Galyan
Sarkain
Or
Muhallaat
Azeez Rishtedar
Parosi
Puphiyan
Mamun
Chachy
Chotay
Baray
Jawan
Borhay
Bhai
Dost
Yar
Ghamkhuwar
Rafiq
Raqeeb
Or
Wo
Gharib
Bhokay
Or
Khan
Wo Tbligh walay
skool k Asatza
Masjid k Molvi Sahiban
Or Un k shagird
Shareef
Bdmash
or
Shetan
Sb theek hen na?
Or koi reh tu nhi gaya?
Sab ko mera Salam dijiye ga.



Or han!
Aap kesay ho?
OR sb ghr waly? ;->