This is a magic Trick

This is a magic Trick
This is a magic Trick

aik thanda paani lein aur us ko apney baraber wala par phenk dein yeh thanda paani us bandey ko garam kar dey gaa At your Own Risk
  

May, 22 2010     156 chars (1 sms)     9954 views       Funny

more Funny SMS Messages

khan to sardar:
o yarra tou jaan kiss ko daay gaa.
sardar to khan:
Allah koo
khan to sardar:
o yaraa phir khaal hum koo daay daina!!!!!!!!!!!!!
''"5" sawalön k sahi Answer dene per apko milega piza..!

Challenge.

1.China Kis Mulk Me Hai?

2.14Aug Kis Date Ko Ati Ha?

3.Green Rung Kis Colour Ka Hota He?

4.Temater Ko Urdu Me Kya Bolte Hain?

5.Quaid-e-azam ki qabar me kon dafan hai?''
Boss:I will give you Rs.25 an hour starting today
and in 3 months, I will raise it to Rs.50 an hour.
When do you want to start?
New employee:In 3 months.
Police:Tumhara Dost
Kaise Mara?

Sardar:Pata Nhi,Wo
Bola"Mere Pet Me Chuhe
Kud Rahe He

"To Mene Use
Chuhe Marne Ki DAWA
Khila Di!!


Some Beautiful Lines Just 4 U.






~~~~~~



..............



----------



__________



""""""""""



======




Nice na...?? =P ;->
Dhoka mila jab bhi Pyar main
Zindagi main Udasi Chha gayi
Socha tha Chhor Denge is raah ko
Kambakht Phir Ek New number se Misscall agayi... !!


Student : "Yaar! Dhokha Ho Gaya"

Dost:"Kya Hua?"

Student: "Maine Ghar Se Books Ke Liye Paise Mangwaye The,

Unhone Books Hi Bhej Di..!!!
Policeman: Tum Ne
Beech Road Pe Bus Q
Rok Di ???

Pathan: Hum Shehr Me
Naya Aya Hy Mgr
Qanoon Nhi Torta,
Wo Samne Dkho Lkha Hy
"BUS STOP"
Tou Hum Ne Rok Dia ;->
Dunya ki sabse taqatwar shai hy Loha
har shay ko kat dyta hy
Lohe se taqatwar hy Aag
jo lohe ko pighla deti hy
Aag se taqatwar hy Pani
Jo aag ko bhuja deta hy
Pani se taqatwar hy Hawa
Jo Pani ko Ura le Jati hy
Hawa se taqatwar hy
INSAAN jo Hawa ko qaboo kr leta hy
Insan se Taqatwar hy
Pereshani jo Insan ko qabo kr leti hy
preshani se taqatwar hy SADQA jo har
preshani ko Kha jata hy
AUR In SABSE TAQATWAR Hy "Altaf bhai"
JO SADQA B KHA JATA HY... =P ;->
Full Form Of Boys...
B - Badmashiyon Me Sab Se Aage.
O - Ollo0 Ki Tarah Raat Me Jaage.
Y - Yaarian Nibhate Jaan Laga K.
S - Shareef Sirf Maa Baap K Aage... ;->



Muft Ka Ihsan Na Laina Yaroo

Dil Abi Awr B Sasty Hown Ge... ;->
Dua hai Ki Kamyabi ke har sikhar pe aap ka naam hoga,
aapke har kadam par duniya ka salam hoga,
Himat se mushkilon ka samana karna hamari dua hai ki waqt
bhi ek din aapka gulam hoga.
Happy Birthday