Boy: teri judai me neend urti hai, chain khota hai,
jaan jaati hai or dil rota hai…
.
.
Girl: doctor ko dikha le Q K
dengue virus bhi aise hi hota hai!.... ;->
Subha shaam teri Yaad
aave hai,
Sari sari raat jagavey hai,
Karne ko to kar lu call
tujhe,
Per kambakhat customer service ki larki balance low
batavey hai,