Sardar: Agar

Sardar: Agar
Sardar: Agar operation se mujhe kuch ho jaye to ussi doctor se shadi kar Lena.
Biwi: Aisay kyun keh rahay ho?

Sardar: Tou kya doctor ko muaf kar doon.
  

May, 25 2010     154 chars (1 sms)     2143 views       Funny

more Funny SMS Messages



Question: Mard ziyada sharif hote hain ya Auratein?


A: Mere khayal Mei Mard ziyada sharif hote hain, kyun k Mardo Mei
Umar Sharif,

Nawaz Sharif,
Shehbaz Sharif,
hain.
Jab k Aurton Mei sirf 1 Babra Sharif hi hai or wo kitni sharif ha ye ham sab janty hain.
Taj mahal dekh kar,

Bola Shahjahan ka pota!

Taj mahal dekh kar,

Bola Shahjahan ka pota!





Apna bhi Bank Balance Hota,

Agar dada AAshiq na hota.
''Kisi ka jhoota peene se shifa milti hai Ajmal!
Kameena ye bolte bolte meri sari Pepsi pi gaya!''
Lo Meri Girl Friend Ka Photo Dekho









Press Down








Thora Aur Neeche












Dikhi Ya Nahi ...

Haram Khor Bhabhi Ki Nazar Se Dekhta Tou Zaruur Dikhti ... ;->
Child:Chacha Jan Plz Close Ur Eyz
Chacha(Surprised):Y?
Whts New?
Child:Mom Sayz,When Ur Chacha

Will Close Their Eyes

We"Ll Find Allot Of Wealth
Woh maza na BAADSHAHI main hai,
Na Taj main hai,
Na woh Maza puri Dunya k Raj mai hai,
Na woh maza kisi Khazanay main hai,


Jo maza Naak se chohay nikal k Gol Ghumanay main hai.


Makan Malik-Mai tumko kiraya dene
k liye aur 3 din ki mohlat deta hu

Std-Theek hai ji,

Main
Diwali
Holi
Or
Chrismas

ke 3 din select karta Hun
''Ladka bola :
kash in hasinao ke baap mar jate,
kash in hasinao ke baap mar jate,
bahana gham ka hota, hum inke ghar to aate.
Ladki boli:
Bewkoof, Yeh bolana bhi paap hoga,
Bewkoof, Yeh bolana bhi paap hoga,
kisi din tu bhi kisi hasina ka baap hoga.''
FEes Maafi ki Application
To
The principal'
High school.
Sir,
seedhi baat ye hai ka meray abu ne
mujhy Fees Ka liya 1200 rupay diye thay,
500 ki dosto ka sath film dekh li.
250 ki pepsi aur burgers khaa liya.
150 ka girl friend ko easy load krwa diya.
300 science vali miss per shart har gaya.
Me smjta tha ka unka sirf math walesir ka sath chakar hai,
par unka ka to aap ka sath bhi chakar hai.
Ab ap ka pas2 hi rastay hainsir jee meri fees mauf ya phr ap ka
raaz faash
shukriya.
Ghar Se bahir Wo nakab
mai nakli,


Sari gali unke fikar
mai nikli,



Inkar Karte the Wo humari Mohabbat se,




Aur humari hi Tasvir unki
kitab se nikli.
!-EXCUSE ME-!!!

What is your SMS Account No.???

I want to Check!!!

Some Error is There!!!

Kyon ki SMS Jaata To Barbar Hai!!!

Par Aata Nahi Hai!!!

UNDERSTAND!
Tumhare Liye Main Kutoo Ki Jan lesakta hu
Gutka le sakta hu pan le sakta hun..

Kaaway pakr k de sakta hu tumhare hath main
Suraj per jasakta hun magar kya ha k rat main..

tumhare liye main so saal g sakta hun
tumhare liye main teen glass lassii k pi sakta hu..

tumhare abba agr plain dila dein to tare tor k la sakta hu
shair agr nakli ho to ankhe phor k asakta hu..

itna bhadur hu k chupke se muhabbat ka dum bharta hu
tum se milne roz aoo magr tumhare abba se darta hu..