''SMS karne k fayde
1-Mobil ko zang nahi lagta.
2-Timpas hojata hai.
3-Ap jise karenge wo khush rahega.
4-Contact bana rahega.
5-Apko koi KANJUS NAHI kahega
Man 2 Pathan: Khanji kal maine apko phone kia par apne uthaya nai.
Phathan: Kyun uthata. Yeh jo maine 30 Rupaiyye deke Gana lagwaya hai, woh tera Baap sunega?