Lab-pe-aati hai duaa ban k tamanna meri,Zindagi ek LOVER ki sorat ho Khudaya meri,IMPRESS muj se her ek larki ho jai,Meri ek nazar pe dil apna wo de jai,Ho meri JEANS se mere badan ki zeenat,Jis tarhan MAKEUP se hoti hai HUSAN ki zenat,Ho mera kum scho0l,College k bahir FLURT krna,Her haseen larki ki MAA se b mohabat krna,Mere ALLAH parrhaayi se bachana muj ko,ISHQ ki jo raah ho ussi raah par CHALANA mujh ko.
Khuda kare k ye saal apko raas aajaye.
Jesay aap chahey
wo aap k paas aajaye.
aap sara saal kanwara na rahey.
aap ka rishta lay kar aap ki saas aajaye.
DUSHMAN wo jo marwa de,TAKLEEF wo jo tarpa de,TEACHER wo jo saza de,OUNG wo jo sula de,HADSA wo jo dara de,DOST wo jo DOST ko 250 wala card dalwa dehru?