1 pathan ankhay band Kar k shishee k samne betha tha..
1 aadmi ne pocha khan bhai kia karrahe ho..??
Pathan bola yar hum dekhraha hai k hum sota hua kesa lagta hai..
Exams ke 4 din pehle syllabus dekha to yaad aaya,
Kuch To Hua Hai Kuch Ho Gaya Hai,
Exams ke din paper dekh kar yaad aaya,
Sab Kuch Alag Hai Sab Kuch Naya Hai