Ali : Mama main bara hoke Pilot banonga
Mamma : Beta mujhay kaise pata chalega ke ye mere betay ka jahaz hai?
Ali : Guzarte waqt apnay gher per Gola phaink dia karonga.
Manzil ki taraf badhte raho.
Jo dil kahe usi rah ko chuno,
peeche walon ko age na jaane do
aur jo aage hai unse aage niklo.
Tabhi 1 acche Truck Driver banoge.