''''Gham ME B MAZA ATA HE,,
Gharibon k ghar bhi khuda aata hai,,
hum to aap ko roz sms karty hain,,
Ek ap ka sms jo worldcup ki tarah har 4saal baad aata hai''''
Sardar dukhi tha, Kis Ne Pucha " Kya tention me ho?
Sardar: Yar ek dost ko plastic surgery ke liye 2 lakh diye the, ab saale ko pehchaan nahi pa raha hoon