Memon ke ghar twins peda hue..
Kisi dost ne kaha: "Mubarak ho do do bache hue hain."
Memon: "Arrey yaar bas ek kaafi tha magar
tumhari bhabhi ko bhi na fzool kharchi krne ki aadat hai." ;->
Teacher: Humien Garibon k Saath Pyar se Paish Aana Chahiye.
Boy: Acha Ab Samajh me Aaya.
Teacher: Kya?
Boy: Yehi k Papa Aksar Maasi ko Galay Kyun Lagatay hain.