yun raton ko na jago
so liya karo.....
yun dil main aansu na roko
ro liya karo...
baal to bohat achay bana letay ho
kabhi moon bhi dho liya karo..... ;->
Exams ke 4 din pehle syllabus dekha to yaad aaya,
Kuch To Hua Hai Kuch Ho Gaya Hai,
Exams ke din paper dekh kar yaad aaya,
Sab Kuch Alag Hai Sab Kuch Naya Hai?