Teacher: Humien Garibon k Saath Pyar se Paish Aana Chahiye.
Boy: Acha Ab Samajh me Aaya.
Teacher: Kya?
Boy: Yehi k Papa Aksar Maasi ko Galay Kyun Lagatay hain.
Pathan 2ble sawari ja
rha tha
Police waly ny rok kr
kaha:
Pata nhi hy k 2ble
sawari py pabandi hy
Pathan:
O Yara pata hy isliye
to isko waps chorny ja
rha hn ;->
1friend:
Yaar Mera Mobile Kharaab Hogaya Hai
Koi Acha Sa Dentist Batao
2friend: "Dentist Wo Kiu?
1friend:
Yar Mere Mobile Ka Bluetooth Kharab Ho Gya Ha