Jab Sher(Lion) 3 Dafa Dhaarta Hai to Kia Hota Hai...............?
.
.
.
.
.
think
.
.
.
.
Any Guess''s......?
.
.
.
Ok I''ll Tell U....
.
.
.
Tom N Jerry Shroo Hota Hai Duffer........ :)
1 srdar ji khali katori mein roti dubo k kha raha tha
Waiter ne dkha to pucha: Ap kia kr rhe hain?
Srdrji: Me maths ka teacher hu, Mene daal suppose ki hui hai!
100 pathan aik kashti me sawar thay
k achanak kashti ruk gai
.
.
.
or
.
.
.
sab doob gaye, kaisay?
.
.
.
pathan thay na sub,
dhakka laganay utar gaye
:p
ek buzurg kisi kay ghar tashreef lay gaee sara khandan baba jee pas jama thaa ksi nay shan main gustakhi kar di. theek 10 mint bad sara khandan andha ho gaya aur zoor zoor say ronay aur chillany laga, baba jee hamain maaf kar do hum par raham karoo atnay main baba je uthayy aur joti uthai aur sub ko ek ek lagaee aur farmaya...