Apni Zakat, Kheraat
Sadqat Aur Qurbani Ki Khalai''n
"K.E.S.C / WPDA"
Ko Dain ...
Is Se Aap Ko Aakhrat Main
Ghar Milega
Aur
Dunya Main Bijli Mile Gi ... ;->
Without u ,life is black and white
Without u ,the world is no hops no light
Without u t can''t go left or right
Without u i lose my sight
Thank u my glasses
Kesy hain?
Halaat
Waqiat
Mashiyat
Urdu
English
Or
Islamiyat
Aap k shehar k wo
Rastay
Galyan
Sarkain
Or
Muhallaat
Azeez Rishtedar
Parosi
Puphiyan
Mamun
Chachy
Chotay
Baray
Jawan
Borhay
Bhai
Dost
Yar
Ghamkhuwar
Rafiq
Raqeeb
Or
Wo
Gharib
Bhokay
Or
Khan
Wo Tbligh walay
skool k Asatza
Masjid k Molvi Sahiban
Or Un k shagird
Shareef
Bdmash
or
Shetan
Sb theek hen na?
Or koi reh tu nhi gaya?
Sab ko mera Salam dijiye ga.
2 bachon ki baywa maa chothi dafa shadi kar rahe thee,
theek nikah k waqt dosra bacha ronay laga,
maa boli:"chup ho jao warna agli dafa sath nahi laon gi".......