Manzil ki taraf barhtay raho,
Jo dil kahe woh kare woh raah chuno.
Peeche walon ko aagay mat aanay do.
Or jo aagay hain unse aagy niklo.
.
Tub he ek achay Truck Driver ban pao gay.
Quaid foot ho gaye, Liaqat Ali bi shaheed ho gaye, Allama Iqbal bi ab is dunya main nahi rahay, meri tabiat bi ab kuch teek nahi ha, soochta hun ke maray bad Pakistan ka kia banay ga
1 larki valentines day per dukandar say: "aisa card hei jismei likha ho k mei tumse aur sirf tumse pyar kerti hun"
dukandar: haan hai..
girl: 2darjan pank kardo...
Bhakt: Hey bagwan mujhe dard de, mere piche bhut laga de, tension de, mujhe barbaad kar de, dukh de. Bhagwan: Abey ek line mein bol tuhje BIWI chahiye.