Master ne bache ki roti kha kar usko kaha: Beta ghar ja kar mera naam to nahi bataogy na ? . . Bacha:Nahi aster G,mein Ammi ko kahunga k meri Roti Kutta kha gaya.
Khuda kare k ye saal apko raas aajaye.
Jesay aap chahey
wo aap k paas aajaye.
aap sara saal kanwara na rahey.
aap ka rishta lay kar aap ki saas aajaye.