Mulk e aziz ki salamti k liye student ko
1 hafta kya?
Aik saal b ghar ma bhetna paray tou
b is qurbani k liye hum tayyar hain
From,
NALAIQ STUDENTS ORGANIZATION.
Judge - Sach Sach
BtaoTum Ne Apni Biwi
Per Kis Waja Se Haath
Uthaya Tha
Mulzim - 3 Baato''n Ki
Waja Se
1. Us ki Kamar Meri
Taraf Thi
2. Us k Haath Me Belan
Nhi Tha
3. Aur Sab Se Bari
Waja, Mere Bhaagne k
Liye Darwaza Khula
Tha ... ;->
Sardar proposed his BoSs daughter.
BoSs: Jitni teri pay hai us me to meri beti k lye toilet paper b nahi ayega.
Sardar: Jay inni potti krdi ay te fir reyn do.