SMS karne k fayde
1-Mobil ko jang nahi lagta.
2-Timpas hojata hai.
3-Ap jise karenge wo khush rahega.
4-Contact bana rahega.
5-Apko koi KANJUS NAHI kahega.
Meine kaha pyar mein kuch bhi kar sakta hun Daaaaarling... . . . . Usne muskra ke kaha:WATAN CARD to dilwa do Qk hamare shahar mein bhi selaab aaya tha.