''Ai Khuda aaj barsaat ho jaye,kam se kam ek katori paani bhar jaye,jo SMS nehi
karte ho,uska mobile us me dub jaaye.
Na rahega phone,na bajegi tone!!''
Bahu: Maan ji, yeh abhi tak nahin aaye, kahin kisi dusri ladki ke saath...
Saas: Arey kalmuhi, tu hamesha ulta kyun sochti hai?
Aisa bhi to ho sakta hai ki kisi truck ke neeche aa gaya ho.....