Pappu Dadi say:kya hum hamesha 5 hi rhnge? Aap, Papa, Mummy, Mai, Bahan. Dadi: Nhi Beta Jab tumhari Shadi Ho Jaygi to Hm 6 ho Jaynge. Pappu: Fir Behan k Shadi ho jaygi to hm 5 ho jaynge. Dadi: Nhi Beta Jab tumhara Beta hoga to hm fir 6 Ho jaynge Pappu: Fir Aap Mar Jaoge to hm fir se 5..... :D
''Ashik ban gaya,Mat karo waar,
Bura nahee ye pyaar,Bura hai intezaar.
Letter diyaa to, Thappad mat maro yaar,
Bura nahee ye ikraar,Bura hai inkaar.
Sharaabee bana to,Mat dalo ilzaam,
Bura nahee ye jaam,Bura hai anjaam.''