Eik Dehaati Shehar Gya,
Uss K Peechay Ik Kutta Dor Para
Dehati Nay Pathar Uthna Chaha Magar Pathar Zamin K Sath Jura Huwa Tha,
Dehati Ne Kaha,
Yeh Ajeeb Jagah Hai Yahan Kutton Ko Khula Chor Daitay Hain Or Pathar Ko Baandh Daitay Hain,
Pathanon ne eid k baad 5 waqt namaz b saudia k sath parhne ka faisla kia hai...
Nai timings ye hongi
Fajr- Suba 8 bje
Zohr- Sepeher 4 bje
Asr- Sham 7 bje
Maghrib- Raat 10 bje(suraj gharoob hona shart nai)
Isha- Raat 1 bje