Quaid foot ho gaye, Liaqat Ali bi shaheed ho gaye, Allama Iqbal bi ab is dunya main nahi rahay, meri tabiat bi ab kuch teek nahi ha, soochta hun ke maray bad Pakistan ka kia banay ga
Eik pagal American se : Tum Japani ho na ?
American : nahi mai american hon..
Pagal : tum japani ho..!
American : nahi mai american hon..
Pagal : nahi tum japani ho..
American : han han mai japani hon..!
Pagal : lagte tu AMERICAN ho..
2010.
1 class ka bacha apni Miss se kehta hai.
Mai aap ko kaisa lagta hoon?
Miss: So sweet!
Bacha: To phir mai apne ammi abbu ko aap k ghar kab bhejun.
Miss: Wo kyon?
Bacha: Ta''kay wo hamari baat agay chalayen,
Miss: Ye kya bakwaas hai!